
HADEES ONLINE
Read Hadees Online
Read Hadees online from this site in easy language.....
Hadees Ki Ta'rif
Hadees : Huzur (s.a.v) ke qaol v fa'al , haal aur takrir ko hadees kehte hai . Ba'z hazrat isme ta'mim karte hai ke sahaba aur tabein ke akval ,
afa'l , ah'val , takrirat bhi hadees hai .
Hadees ki kitabo me 7 hadeese sabse ziyada mash'hur hai
1) Sahee Bukhari Sharif : (Author : Imam Bukhari : 256 ah / 870 ce)
2) Sahee Muslim Sharif : (Author : Muslim bin Al Hujjaj : 261 ah / 875 ce )
3) Sunan-e-Abu Dawoodd : (Author : Abu Dawood : 275 ah / 888 ce)
4) Jami-e-Tirmizi : (Author : Al-Tirmizi : 279 ah /892 ce)
5) Sunan-e-Al Sughara (Author : Al-Nisa'i : 303 ah / 915 ce)
6) Sunan-e-Ibne Majjah (Author : Ibne Majjah : 273 ah /887 ce)
7) Muwatta Imam Malik ( Author : Imam Malik : 179 ah / 795 ce )